Jiya Dharak Dharak Jay: Rahat Fateh Ali Khan


Jiya Dharak Dharak Jay
Tujhy Daikh daikh hansna tujhy daikh daikh rona
mein ne ye zindgani sang tere bitani
tujh mein basi he meri yad yad,
jiya dharak dharak, jeeya dharak dharrak jay
Kb se he dil mein basi


By: Rahat Fateh Ali Khan

Download Free : BOL NA HALKE : By: Rahat Fateh Ali Khan: Audio Mp3 Ghazal



0 comments:

Charkha Rahat Fateh Ali Khan | Short Content


Charkha



By: Rahat Fateh Ali Khan

Download best ghazal of Rahat Fateh Ali Khan Ishaq da charkha dukhan diyan pherian, Jeeivay jeevay kati jawan kol piyan, mera ay charkha Download Free : Charkha : By: Rahat Fateh Ali Khan: Audio Mp3 Ghazal

0 comments:

Aj Din Charihya: Rahat Fateh Ali Khan | Short Content

0 comments:

Jag Soona Soona Lagy: Rahat Fateh Ali Khan

Jag Soona Soona Lagy



By: Rahat Fateh Ali Khan
Jag Soona Soona Lagy: Rahat Fateh Ali Khan Main Taan Jiyan Na Maraan Haay Ve Dass Main Ki Karan Dil Jude Bina Hi Tut Gaye Hath Mile Bina Hi Chhut Gaye Ki Likhe Nae Lekh Kismat Ne Baar Baar Ron Ankhiyan Tainu Jo Na Vekh Sakiyan Khoh Leya Hai Yaar Kudarat Ne Kattan Main Kiven Din Teri Saun Tere Bin Main Taan Jiyan Na Maraan Chhan Se Jo Toote Koi Sapna Jag Soona Soona Laage Jag Soona Soona Laage Koi Rahe Na Jab Apna Jag Soona Soona Laage Jag Soona Soona Laage Yeh Kyun Hota Hai Jab Yeh Dil Rota Hai Royen Sisak Sisak Ke Hawaayein Jag Soona Soona Laage Chhan Se Jo Toote Koi Sapna Jag Soona Soona Laage Jag Soona Soona Laage Koi Rahe Na Jab Apna Jag Soona Soona Laage Jag Soona Soona Laage Soona Laage Re Roothi Roothi Saari Raatein Pheeke Pheeke Saare Din Viraani Si Viraani Hai Tanhaayi Si Tanhaayi Hai Aur Ik Hum Hain Pyaar Ke Bin Har Pal Chhin Chhan Se Jo Toote Koi Sapna Jag Soona Soona Laage Jag Soona Soona Laage Koi Rahe Na Jab Apna Jag Soona Soona Laage Jag Soona Soona Re Patthron Ki Is Nagari Mein Patthar Chehre Patthar Dil Phirta Hai Maara Maara Kyun Raahon Mein Tu Aawaara Yahaan Na Hoga Kuchh Haasil Mere Dil Chhan Se Jo Toote Koi Sapna Jag Soona Soona Laage Jag Soona Soona Laage Koi Rahe Na Jab Apna Jag Soona Soona Laage Jag Soona Soona Hai Toh Yeh Kyun Hota Hai Jab Yeh Dil Rota Hai Royen Sisak Sisak Ke Hawaayein Jag Soona Laage Chhan Se Jo Toote Koi Sapna Jag Soona Soona Laage Jag Soona Soona Laage Koi Rahe Na Jab Apna Jag Soona Soona Laage Jag Soona Soona Laage Re Soona Laage Re
Download Free : Jag Soona Soona Lagy : By: Rahat Fateh Ali Khan: Audio Mp3 Ghazal



0 comments:

BOL NA HALKE Rahat Fateh Ali khan

BOL NA HALKE



By: Rahat Fateh Ali Khan

(Dhage tod lao chandanee se nur ke Ghunghat hee bana lo roshanee se nur ke) - (2) Sharm aa gayee toh aaghosh me lo Ho sanson se ulajhee raahe meree saanse (Bol na halke halke, bol na halke halke Honth se halke halke, bol na halke) - (2) Aa nind ka sauda kare, ik khwab de ik khwab le Ik khwab toh aankho me hai, ik chand ke takiye tale Kitane dino se yeh aasaman bhee soya nahee hai, isako sula de (Bol na halke halke, bol na halke halke Honth se halke halke, bol na halke) - (2) Umare lagee kehate huve, do labj the ik bat thee Woh ik din sau sal ka, sau sal kee woh rat thee Kaisa lage jo chup chap dono Ho pal pal me puree sadiya bitaye, bol Bol na halke halke -2, honth se halke halke O dhage tod lao chandanee se nur ke O ghunghat hee bana lo roshanee se nur ke Sharm aa gayee toh aaghosh me lo Ho saanso se ulajhee raahe meree saanse (Bol na halke halke, bol na halke halke Honth se halke halke, bol na halke) - (2) Download Free : BOL NA HALKE : By: Rahat Fateh Ali Khan: Audio Mp3 Ghazal

0 comments:

YEH UDAS UDAS Muni Begum

YEH UDAS UDAS MUNNI BEGUM GHAZAL DOWNLOAD AND LYRICS:

Ye udaas udaas thandak jo aseer hai pavan mein
Kahin bijliyaan na bhar de, kisi gosha-e-chaman mein,

Main liye liye phiraa huun, gham-e-zindagi kaa laasha
Kabhi apni khilvaton mein, kabhi teri anjuman mein,

Yeh ajeeb fasl-e-gul hai, ke kisi bhi gul ki rangat
Na janchi meri nazar mein, na rachi tere badan mein,

Sar-e-daar bhi pukara, lab-e-baam bhi sadaa di
Main kahaan kahaan na pohuncha, tere deed ki lagan mein,

Meri muflisi se bach kar, kahin door jaane waale
Ye sukun na mil sakega,tujhe reshami kafan mein,

Main liye liye phira hun gham-e-zindagi ka laasha
Kabhi apni khilwaton mein kabhi teri anjuman mein,

Tere gham mein bah chuka hai mera ek ek aansu,
Nahi ab koi sitaara jo chamak sake gagan mein,

Main Qateel woh musafir hun jahaan-e-bebasi ka
Jo bhatak ke rah gaya hai kisi ajnabi watan mein!




0 comments:

YEH SILA MILA HAI Muni Begum


Lyrics of : Yeh Sila Mila hy Mujhko, Sing By Munni Begum

Yeh sila mila hy mujhko, teri dosti k peechy, yeh sila mila hy mujhko, teri dosti k peechay
K hazaron gham lagy hein, meri zindgi k peechay
Yeh sila mila hy mujhko, teri dosti k peechy, yeh sila mila hy mujhko, teri dosti k peechay
Na tu dil ka koi maqsad, na tu meri koi manzil
Mein Chala Hon kyon na jany, kisi ajnabi k peechy
Yeh sila mila hy mujhko, teri dosti k peechy, yeh sila mila hy mujhko, teri dosti k peechay
Tery astan sy sar ko mein uthaonga na hargiz,mein kahan kahan na bhatka, teri bandgi k peechay
Yeh sila mila hy mujhko, teri dosti k peechy, yeh sila mila hy mujhko, teri dosti k peechay
Mujhy keh k tum sharabi, na kero jahan mein ruswa, koi raz b tu hoga, meri may-kashi k peechy
Yeh sila mila hy mujhko, teri dosti k peechy, yeh sila mila hy mujhko, teri dosti k peechay

By: Munni Begum



0 comments:

YEH ELAAN HAI SAQI KA Munni Begum | Short Content

YEH ELAAN HAI SAQI KA(www.mp3Ghazals.com)



By: Munni Begum



0 comments:

TUM PUCHHO AUR MAIN Munni Begum | Short Content

TUM PUCHHO AUR MAIN


By: Munni Begum



0 comments:

ILM-O-FUN KE Muni Begum | Short Content

ILM-O-FUN KE(www.mp3Ghazals.com)

Download This Ghazal for your Mobile in Mp3


By: Munni Begum



0 comments:

ISHQ MEIN HUM TUMHEN Muni Begum | Short Content

ISHQ MEIN HUM TUMHEN(www.mp3Ghazals.com)


By: Munni Begum

Kis qadar chot khaye hoye hein, moat ne hamko mara he or ham zindgi k sataye hoye hein

0 comments:

AASMAAN SE UTTARA Muni Begam | Short Content

AASMAAN SE UTTARA(www.mp3Ghazals.com)

Download This Mp3 Ghazal for your mobile
By: Munni Begum



0 comments:

KABHI KAHA NA KISI SE Munni Begum | Short Content

KABHI KAHA NA KISI SE(www.mp3Ghazals.com)



By: Munni Begum



0 comments:

Woh Mera Tha Ye Batana Ajeeb Lagta Ha.. By: Anup Jalota



Download Free Mp3 Ghazals for Mobiles with Lyrics in English and Urdu
Woh Mera Tha Ye Batana Ajeeb Lagta Ha,
Ab os se ankh milana ajeeb lagta ha,
Jo zindagi mein kabhi bhi mera na ho paya,
Ab os ka khwab mein ana ajeeb lagta ha,
woh mera tha ye batana ajeeb lagta ha,
Bade khaloos se dawat to os ne bheji ha,
Par os ki bazam mein jana ajeeb lagta ha,
Woh mera tha ye batana ajeeb lagta ha,
Tha jis ka haath hamesha hamare hathon mein,
Ab os se haath milana ajeeb lagta ha,
Woh mera tha ye batana ajeeb lagta ha,
Ab os se ankh milana ajeeb lagta ha,
Woh mera tha ye batana ajeeb lagta ha..

Song By: Anup Jalota




0 comments:

Tumhare Shahar Ka Mausam Bada Suhana Lagey.. By: Anup Jalota


Download Free Mp3 Ghazals for Mobiles with Lyrics in English and Urdu
Tumhare Shahar Ka Mausam Bada Suhana Lagey,
Mein ek shaam chura loon agar bura na lagey,
Jo doobna ha to itney sakoon se doobo,
Ke aas paas ki lehron ko bhi pata na lagey,
Tumhare shahar ka mausam bada suhana lagey,
Tumhare bas mein agar ho to bhoo jao hamein,
Tumhein bhulane mein shayed hamein zamana lagey..
Najane kia ha kisi ki udas ankhon mein,
Jo munh chupa ke bhi jaey to bewafa na lagey,
Hamare payar se jalney lagi ha ek dunya,
Dua karo kisi dushman ki baddua na lagey,
Tumhare shahar ka mausam bada suhana lagey..

Song By: Anup Jalota


Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""

Download Free : Tumhare Shahar Ka Mausam Bada Suhana Lagey.. By: Anup Jalota: Audio Mp3 Ghazal

1 comments:

Teri Gali Se Hum Jo Achanak Guzar Gaye.. By: Anup Jalota



Download Free Mp3 Ghazals for Mobiles with Lyrics in English and Urdu
Teri Gali Se Hum Jo Achanak Guzar Gaye,
Jo Zakham Bhar Chaley They Wo Phir Ubhar Gaye,
Wo kia hamara saath kadi dhoop mein dein gein,
Jo chandni mein apney hi sayey se dar gaye,
Jo zakham bhar chaley they wo phir ubhar gaye,
Teri gali se hum jo achanak guzar gaye,
Ashkon ne rakh lia ha tera payar ka bharam,
Daman pe aa rahey they magar phir thahar gaye,
Jo zakham bhar chaley they wo phir ubhar gaye,
Teri gali se hum jo achanak guzar gaye..
Wo juram jis mein dono barabar ke they shareek,
Ilzam jitney they wo hamare hi sar gaye,
Jo zakham bhar chaley they wo phir ubhar gaye,
Teri gali se hum jo achanak guzar gaye..

Song By: Anup Jalota


Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""

Download Free : Teri Gali Se Hum Jo Achanak Guzar Gaye.. By: Anup Jalota: Audio Mp3 Ghazal

0 comments:

Raat Gehri Ha Samandar Ki Tarah.. By: Anup Jalota



Raat Gehri Ha Samandar Ki Tarah,
Doobta Jata Hoon Pathar Ki Tarah,
Tum se milty hoye dar lagta ha,
Kia chupa rakha ha khanjar ki tarah,
Doobta jata hoon pathar ki tarah,
Raat gahri ha samandar ki tarah,
Waqat ne pheink rakha ha mujh ko,
Door tooty hoye sagar ki tarah,
Doobta jata hoon pathar ki tarah,
Raat gahri ha samandar ki tarah..

Song By: Anup Jalota


Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""

Download Free : Raat Gehri Ha Samandar Ki Tarah.. By: Anup Jalota: Audio Mp3 Ghazal

0 comments:

Manzil Na Rahi Koi Thikana Bhi Nahi Ha.. By: Anup Jalota




Manzil Na Rahi Koi Thikana Bhi Nahi Ha,
Wapis mujhe ghar laut ke jana bhi nahi ha,
Manzil na rahi koi thikana bhi nahi ha,
Marne ki koi rah nikali nahi jati,
Jeeny ke liye koi bahana bhi nahi ha,
Wapis mujhe ghar laut ke jana bhi nahi ha,
Manzil na rahi koi thikana bhi nahi ha,
Mein ne hi sikhaya tha osey teer chalana,
Ab mere siwa koi nishana bhi nahi ha,
Wapis mujhe ghar laut ke jana bhi nahi ha,
Manzil na rahi koi thikana bhi nahi ha..
Ye shahr e ghaneemat ha kahan jao ge rahi,
Wo log nahi hein wo zamana bhi nahi ha,
Wapis mujhe ghar laut ke jana bhi nahi ha,
Manzil na rahi koi thikana bhi nahi ha..

Song By: Anup Jalota


Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""

Download Free : Manzil Na Rahi Koi Thikana Bhi Nahi Ha.. By: Anup Jalota: Audio Mp3 Ghazal

0 comments:

Qudrat Ke Karishmon Mein Agar Raat Na Hoti.. By: Anup Jalota



Qudrat Ke Karishmon Mein Agar Raat Na Hoti,
Baghon mein bhi phir un se mulaqat na hoti,
Kambakhat ye dil hi to her ek gham ki waja ha,
Ger dil hi na hota to koi baat na hoti,
Baghon mein bhi phir un se mulaqat na hoti,
Jeeny ka hunar ata na merny ka saleeqa,
Jo itni haseen ishaq ki shurooat na hoti,
Khawbon mein phir un se mulaqat na hoti..

Song By: Anup Jalota




Download Free : Qudrat Ke Karishmon Mein Agar Raat Na Hoti.. By: Anup Jalota

0 comments:

Dil Hi Nahi To Dil Ke Saharon Ko Kia Karon.. By: Anup Jalota



Dil Hi Nahi To Dil Ke Saharon Ko Kia Karon,
Jab paas tum nahi to baharon ko kia karon,
Dil hi nahi to dil ke saharon ko kia karon,
Jalwon se jis ke chand sitaron mein thi zia,
Ab wo hansi nahi to sitaron ko kia karon,
Jab pas tum nahi to baharon ko kia karon,
Dil hi nahi to dil ke saharon ko kia karon,
Taweer aur tasawwur e jana ye sab faraib,
Main un se door un ke nizaron ko kia karon,
Jab paas tum nahi to baharon ko kia karon,
Dil hi nahi to dil ke saharon ko kia karon..

Song By: Anup Jalota


Direct Download:

0 comments:

Chonk Ker Neind Se Uth Ker Mein Beith Jata Hoon.. By: Anup Jalota



Chonk Ker Neind Se Uth Ker Mein Beith Jata Hoon,
Khawb mein jab kabhi bechain tum ko pata hoon,
Tum to kehtey the ke tum khush ho bicher ker mujh se,
Akheri baar mily the yahi keh ker mujh se,
Aaj mehsoos hoa ha ke ghalat ha hamdam,
Kia ha sachai bata do tumein meri qasam,
Phir na poochon ga koi baat qasam khata hoon,
Chonk ker neind se uth ker mein beith jata hoon..

Song By: Anup Jalota


Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""

Download Free : Chonk Ker Neind Se Uth Ker Mein Beith Jata Hoon.. By: Anup Jalota: Audio Mp3 Ghazal

0 comments:

Bas Yahi Soch Ke Tum Se Nazer Mila Li Ha.. By: Anup Jalota



Bas Yahi Soch Ke Tum Se Nazer Mila Li Ha,
Naye Zakhmo Ke Liye Dil Mein Jagah Khali Ha,
Bewafa keh ke mujhe us ne bhari mehfil mein,
Jane kis baat ki ye dushmani nikali ha,
Naye zakhmo ke liye dil mein jagah khali ha,
Log dewana samajhte hein tere ashiq ko,
Dil lagane ki bohat khob saza pa li ha,
Naye zakhmo ke liye dil mein jagah khali ha,
Bas yahi soch ke tum se nazar mila li ha..

Song By: Anup Jalota


Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""

Download Free : Bas Yahi Soch Ke Tum Se Nazer Mila Li Ha.. By: Anup Jalota: Audio Mp3 Ghazal

0 comments:

Chandni Raat Mein Jab Chand Tumhein Dekhe Ga.. By: Anup Jalota



Chandni Raat Mein Jab Chand Tumhein Dekhe Ga,
Tum bhi kia chand ho? taron se yahi pooche ga,
Lakh parde mein raho phir bhi yaqeen ha mujh ko,
Tum ko parde mein bhi ehsas mera choo le ga,
Tum bhi kia chand ho? taron se yahi pooche ga,
Sab ko hans hans ke na dekho yeh buri aadat ha,
Dekhne wala to lazim ha ghalat soche ga,
Tum bhi kia chand ho? taron se yahi pooche ga,
Chandni raat mein jab chand tumhein dekhe ga..

Song By: Anup Jalota


Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""

Download Free : Chandni Raat Mein Jab Chand Tumhein Dekhe Ga.. By: Anup Jalota: Audio Mp3 Ghazal

0 comments:

Tamanna Phir Machal Jaye Agar Tum Milne Aa Jao.. By: Jagjit Singh



Tamanna Phir Machal Jaye Agar Tum Milne Aa Jao,
Mausam phir badal jaye agar tum milne aa jao,
Mujhe gham ha ke mein ne zindagi mein kuch nahi paya,
Ye gham dil se nikal jaye agar tum milne aa jao,
Ye dunya bhar ke jhagde ghar ke qissey kaam ki batein,
Bhala her aik tal jaye agar tum milney aa jao,
Mausam phir badal jaye agar tum milne aa jao,
Tamanna phir machal jaye agar tum milne aa jao..

Song By: Jagjit Singh




D  o  w  n  l  o  a  d   H  e  r  e  !

0 comments:

Ab Agar Aao To Jane Ke Liye Mat Ana.. By: Jagjit Singh




Ab Agar Aao To Jane Ke Liye Mat Ana,
Sirf Ehsan Jatane Ke Liye Mat Ana,
Mein ne palkon pe tamannaen saja rakhi heain,
Gule ummeed ki so shamein jala raki hein,
Ye haseen shamein bhujane ke liye mat ana,
Ab agar aao to jane ke liye mat ana,
Sirf ehsan jatane ke liye mat ana..

Song By: Jagjit Singh


Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""



0 comments:

Aaj Mein Ne Apna Phir Saoda Kia.. By: Jagjit Singh



Aaj Mein Ne Apna Phir Saoda Kia,
Aur phir mein door se dekha kia,
Zindagi bhar mere kaam aye asool,
Aik ek ker ke unhein becha kia,
Aur phir mein door se dekha kia,
Aaj mein ne apna phir saoda kia..

Song By: Jagjit Singh


Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""

Download Free : Aaj Mein Ne Apna Phir Saoda Kia.. By: Jagjit Singh: Audio Mp3 Ghazal



0 comments:

0 comments:

Teraa Cheharaa Kitanaa Suhaanaa Lagataa Hai.. By: Jagjit Singh



Teraa Cheharaa Kitanaa Suhaanaa Lagataa Hai,
Tere aage chaaNd puraanaa lagataa hai,

Tirachhe tirachhe tiir nazar ke lagate hain,
Siidhaa siidhaa dil pe nishaanaa lagataa hai,

Aag kaa kyaa hai pal do pal men lagatii hai,
Bujhate bujhate ek zamaanaa lagataa hai,

Sach to ye hai phuul kaa dil bhii chhalanii hai,
HaNsataa cheharaa ek bahaanaa lagataa hai..

Song By: Jagjit Singh




D  o  w  n  l  o  a  d   H  e  r  e  !

0 comments:

Sach Ye Hai Bkaar Hmen Gham Htaa Hi.. By: Jagjit Singh



Sach Ye Hai Bkaar Hmen Gham Htaa Hi
Jo chaahaa thaa duniyaaN mein kam hotaa hai
Sach ye hai bekaar hamen Gham hotaa hai

Dhaltaa suraj phailaa jangal rastaa gum
Hamse poochho kaisaa aalam hotaa hai

GhairoN ko kab fursat hai dukh dene ki
Ab hotaa hai koi hamdam hotaa hai
Sach ye hai bekaar hamen Gham hotaa hai..

Song By: Jagjit Singh






D  o  w  n  l  o  a  d   H  e  r  e  !

0 comments:

Mujhko Yaqeen Hai Sach Kahti Thi.. By: Jagjit Singh



Mujhko Yaqeen Hai Sach Kahti Thi Jo bhi ammi kahti thi,
Jab mere bachpan ke din the, ChaaNd mein pariyaaN rahti thi,
Mujhko yaqeen hai sach kahti thi Jo bhi ammi kahti thi,

Ek ye din jab apnoN ne bhi Hamse naataa toD liyaa,
Ek vo din jab peD ki shaaKhen Bojh hamaaraa sahti thi,
Mujhko yaqeen hai sach kahti thi Jo bhi ammi kahti thi,

Ek ye din jab saari saDken RooThi rooThi lagti hain,
Ek vo din jab aao khelen Saari galiyaaN kahti thi,
Mujhko yaqeen hai sach kahti thi Jo bhi ammi kahti thi,

Ek ye din jab jaagi raaten DeevaaroN ko takti hain,
Ek vo din jab shaamoN ki bhi Palken bojhal rahti thi,
Mujhko yaqeen hai sach kahti thi Jo bhi ammi kahti thi,

Ek ye din jab laakhoN Gham aur Kaal paDaa hai aaNsoo kaa,
Ek vo din jab ek zaraa si baat Pe nadiyaaN bahti thi,
Mujhko yaqeen hai sach kahti thi Jo bhi ammi kahti thi,

Jab mere bachpan ke din the, ChaaNd mein pariyaaN rahti thi,
Mujhko yaqeen hai sach kahti thi Jo bhi ammi kahti thi..

Song By: Jagjit Singh




D  o  w  n  l  o  a  d   H  e  r  e  !

0 comments:

Main Ne Dil Se Kahaa Ai Diivaane Bataa.. By: Jagjit Singh


Main Ne Dil Se Kahaa Ai Diivaane Bataa
Jab se koii milaa tuu hai khoyaa huaa
Ye kahaanii hai kyaa hai ye kyaa silsilaa
Ai diivaane bataa

Main ne dil se kahaa ai diivaane bataa
DhaDakanon men chhupii kaisii aavaaz hai
Kaisaa ye giit hai kaisaa ye saaz hai
Kaisii ye baat hai kaisaa ye raaz hai
Ai diivaane bataa..

Song By: Jagjit Singh




D  o  w  n  l  o  a  d   H  e  r  e  !

0 comments:

Main Bhool JaaooN Tumhen, Ab Yahi Munaasib Hai.. By: Jagjit Singh

Main Bhool JaaooN Tumhen, Ab Yahi Munaasib Hai
Main bhool jaaooN tumhen, ab yahi munaasib hai
Magar bhulaanaa bhi chaahooN to kis tarah bhoolooN
Ki tum to phir bhi haqeeqat ho koi Khvaab nahin
YahaaN to dil kaa ye aalam hai kyaa kahooN, kambaKt
Bhulaa sakaa naa ye vo silsilaa jo thaa bhi nahin
Vo ek Khyaal jo aavaaz tak gayaa hi nahin
Vo ek baat jo main kah nahin sakaa tumse
Vo ek rabt jo ham mein kabhi rahaa hi nahin
Mujhe hai yaad vo sab jo kabhi huaa hi nahin
Agar ye haal hai dil kaa to koi samjhaaye
Tumhen bhulaanaa bhi chaahooN to kis tarah bhoolooN
Ki tum to phir bhi haqeeqat ho koi Khvaab nahin..

Song By: Jagjit Singh




D  o  w  n  l  o  a  d   H  e  r  e  !

0 comments:

Jaate Jaate Vo Mujhe Achchhi Nishaani De Gayaa.. By: Jagjit Singh

Jaate Jaate Vo Mujhe Achchhi Nishaani De Gayaa
Umr bhar dohraaoongaa aisi kahaani de gayaa
Jaate jaate vo mujhe achchhi nishaani de gayaa

Us se main kuchh paa sakoon aisi kahaan ummeed thi
Gham bhi vo shaayad baraaye meharbaani de gayaa
Umr bhar dohraaoongaa aisi kahaani de gayaa
Jaate jaate vo mujhe achchhi nishaani de gayaa

Sab havaayen le gayaa mere samandar ki koi
Aur mujhko ek kashti baadbaani de gayaa
Umr bhar dohraaoongaa aisi kahaani de gayaa
Jaate jaate vo mujhe achchhi nishaani de gayaa

Khair main pyaasaa rahaa, par usne itnaa to kiyaa
Meri palkon ki qataaron ko vo paani de gayaa
Umr bhar dohraaoongaa aisi kahaani de gayaa
Jaate jaate vo mujhe achchhi nishaani de gayaa..

Song By: Jagjit Singh

Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""

0 comments:

Dard Ke Phool Bhi Khilte Hain Bikhar Jaate Hain.. By: Jagjit Singh

Dard Ke Phool Bhi Khilte Hain Bikhar Jaate Hain
ZaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate hain
Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain

Us dariche mein bhi ab koi nahin aur ham bhi
sar jhukaaye huey chupchaap guzar jaate hain

Raastaa roke khaDi hai yahi uljhan kabse
Koi poochhe to kahen kyaa ki kidhar jaate hain
ZaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate hain
Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain

Naram aavaaz, bhali baaten muhazzab lahje
Pahli baarish mein hi ye rang utar jaate hain
Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
ZaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate hain
Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain..

Song By: Jagjit Singh


Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""


0 comments:

Dard Apanaataa Hai Paraae Kaun.. By: Jagjit Singh

Dard Apanaataa Hai Paraae Kaun
Kaun sunataa hai aur sunaae kaun

Kaun doharaae vo puraanii baat
Gam abhii soyaa hai jagaae kaun

Vo jo apane hain kyaa vo apane hain
Kaun dukh jhele aazamaae kaun

Ab sukuuN hai to bhuulane men hai
Lekin us shaKhs ko bhulaae kaun

Aaj phir dil hai kuchh udaas udaas
Dekhiye aaj yaad aae kaun..

Song By: Jagjit Singh


Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""

0 comments: