Ishaq Ka Raaz Gar Na: By Abida Parveen

Ishaq Ka Raaz Gar Na mp3 download and lyrics:

ishq ka raaz gar na khul jata, 
is kadr tu na humse, sharmata.. 

*aa ke tab baith-ta hai vo humpaas, 
aap mein jab humein, nahin pata.. 

zindagi mein wafa na ki varna, 
main tamasha wafa ka, dikhlata.. 

mar gaye hum to kahte-kahte apna haal, 
kuch to tu bhi jabaan se, farmataa.. 

main na sunta kisi ki baat 'hasan', 
dil jo baatein na mujhko, sunvata.. 


Download Mp3 Ghazals of Abida Parveen
Download Free Mp3 Ghazals of Abida Parveen
Abida Parveen Best Ghasals for Mobile




More Downloads: Abida Perveen (24)

0 comments: