Kuchh Ishq tha kuchh Majboori thi by Fareeda Khanum

Kuch Ishq tha kuch majboori thi so mein ny jeewan waar diya,Mein kaisa zinda aadmi tha ek shakas ny mujh ko maar diya,Wo ishq bohat mushkil tha mager aasan na tha youn jeena bhi,Uss ishq ny zinda rehnay ka mujhy zarf diya pindaar diya.Mein khuli hoi ek sachai hun,Mujhey jannay walay sab janntay hain,Mein ny kin logoun sy nafrat ki mein ny kin logoun sy piar kiya By Fareeda Khanum




0 comments: