Awaargi mein By Muni Begum

Awaargi mein had sy guzar jana chahiye,lakin kabhi kabhar ghar jana chahiye.Mujh sy bichar ke in dinoun kis raang mein hai wo,ye daikhney raqeeb ke ghar jana chahiye.Uss bout sy ishq kijeeye,lakeen kuch iss tarah,pochay koi tu mukar jana chahiye.Afsoos apny ghar ka pata hum sy kho gaya,ab sochna hai ye ke kidhar jana chahiye.Lakeen kabhi kabhar...By Muni Begum

0 comments: