Idhar Zindgi Ka Janaza Uthy Ga By Munni Begum
Muni Begum Best Ghazal.....Idhar Zindgi Ka Janaza Uthy ga. Udhar Zindgi Teri Dulhan Bany gi. Qayamat sy pehly Qayamat hy Logo.
Aaina dekhake bole ye sanwar ne wale Ab beimot marenge mere marnewale Keh gaye ye meri maiyyat pe ghuzarne wale Raat aayi na jaane tujhe marne wale Idhar zindagi ka janaza uthega Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi Qayamat se pehale qayamat hain yaaro Qayamat se pehale qayamat hain yaaro Mere saamne meri duniya lutegi Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi Jawaani pe meri sitaam dhaane waalo Zara sochalo kyaa kahega zamana Jawaani pe meri sitaam dhaane waalo Zara sochalo kyaa kahega zamana Idhar mere armaan kafan odh le Idhar mere armaan kafan odh le Udhar unke haath pe mehandi lagegi Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi Woh parde ke pichhe main parde ke aage Na woh aaye aage na main jaaun pichhe Woh parde ke pichhe main parde ke aage Na woh aaye aage na main jaaun pichhe Woh aage badhega to kuch bhi na hoga Woh aage badhega to kuch bhi na hoga Main pichhe hatunga to duniya hasegi Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi Agal se mohabbat ki dushman hain duniya Kahin do dilo ko ye milane na degi Agal se mohabbat ki dushman hain duniya Kahin do dilo ko ye milane na degi Idhar meri gardan pe khanjar chalenga Idhar meri gardan pe khanjar chalenga Udhar unke maathe pe bindiya sajegi Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi Abhi unke hasne ke din hain woh hasle Abhi mere rone ke din hain main ro loon Abhi unke hasne ke din hain woh hasle Abhi mere rone ke din hain main ro loon Magar ek din unko rona padega Magar ek din unko rona padega Ke jis roj bhi meri maiyyat uthengi Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi Qayamat se pehale qayamat hain yaaro Mere saamne meri duniya lutegi Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi.

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment