Ankh Sy Door Na Ho: By Jagjit Singh

Aankh sy Door Na HO: This Ghazal is in magical voice of Jagjit Singh

Aankh se door na ho dil se utar jaayega Aankh se door na ho dil se utar jaayega Waqt ka kya hain guzarta hain guzar jayega Aankh se door na ho dil se utar jaayega Itna manoos na ho khilwat-e-gham se apni Itna manoos na ho khilwat-e-gham se apni Tu kabhi khud ko bhi dekhega to dar jayega Waqt ka kya hain guzarta hain guzar jayega Aankh se door na ho dil se utar jaayega Tum sar-e-raah-e-wafa dekhte reh jaoge Tum sar-e-raah-e-wafa dekhte reh jaoge Aur woh baam-e-rifaqat se utar jayega Waqt ka kya hain guzarta hain guzar jayega Aankh se door na ho dil se utar jaayega Zindagi teri ata hain to yeh jaane wala Zindagi teri ata hain to yeh jaane wala Teri bakhshish teri dahleez pe dhar jayega Waqt ka kya hain guzarta hain guzar jayega Aankh se door na ho dil se utar jaayega.

0 comments: