Tumhare Khat Mein, By: Ghulam Ali


Tumhare khat mein naya ek salam kis ka tha
Na tha raqib tu akhir wo nam kis ka tha
Raha na dil mein wo be darad aur darad raha
Muqeem kon hoa ha aur makan kis ka tha...
Wafa krein gy nibhaein gy bat manein gy
Tumhein bhi yad hy kuch, yeh kalam kiska tha
Tumhare khat mein naya ek salam kis ka tha
Na tha raqib tu akhir wo nam kis ka tha
Guzar gia wo zamana, kahon tu kis sy kahon
Khiyal dil ko mery subh o sham kiska tha


Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""

Download Free : Tumhare khat mein : By: Ghulam Ali: Audio Mp3 Ghazal

0 comments: