Woh Kaghaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani: By Jagjit Singh

woh kaghaz ki kashti wo barish ka pani

A Beautfiul Ghazal Specially to recall childhood(Golden Period)
Woh Kaghaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani: By Jagjit Singh

Mohalle ki sab se kahani purani, woh burrihaia jisse bache kehte the nani
woh nani ki baton mein pariyon ka dera, wo chehre ki jhuriyon mein sadiyon ka dera
bhulaye nhi bhol skta he koi, wo choti si ratein, wo lambi kahani
wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani
kari dhoop mein ghar se bahir niklna, wo chirya wo jugno, wo titli pakrna
wo guria ki baton pe larna jhagrna, wo jholon se girna, wo gir k sanbhlna
wo peetal k challon k piayare se tohfae, wo tooti hoi chorriyon ki nishani
wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani
kabhi rait k onche tilon pe jana, gharonde banana, bana kr mitana
wo khabon khilono ki jageer apni, na dunia ka dar tha na rishton k bandhan
bari khobsorat thi wo zindgani
wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani

Downloading Aread is Here:

Instructions for Download:Right Click on Following Link and Click on "Save Target As...." or "Save Link As"

Download Free Woh Kaghaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani: By Jagjit Singh: Audio Mp3 Ghazal

0 comments: