Kya Bhala Ha Kya Bura Ha Kuch Nahi.. By: Jagjit Singh | Short Content

Apna apna rasta ha kuch nahi
Kya bhala ha kya bura ha kuch nahi
Justajoo ha aik musalsal justajoo
Kia kahin kuch kho gaya ha kuch nahi
Mohar mere naam ki har she pe ha
Mere ghar me mera kia ha kuch nahi
Apna apna rasta ha kuch nahi
Kya bhala ha kya bura ha kuch nahi...

Song By: Jagjit Singh



0 comments: