Tum Nahi Ghum Nahi Sharab Nahi.. By: Jagjit Singh



Tum nahi ghum nahi sharab nahi,
Tum nahi ghum nahi sharab nahi,
Aisi tanhi ka jawab nahi,
Gahe gahe ise padha kijiye,
Dil se behtar koi kitab nahi,
Jane kis kis ki maut ai ha,
Jane kis kis ki maut ai ha,
Aj rukh pe koi naqab nahi,
Aisi tanhai ka jawab nahi,
Tum nahi ghum nahi sharab nahi..
Wo karam onglion pe ginte hein,
Zulam ka jin ke kuch hisab nahi,
Aisi tanhai ka jawab nahi,
Tum nahi ghum nahi sharab nahi..

Song By: Jagjit Singh



D  o  w  n  l  o  a  d   H  e  r  e  !

0 comments: