Dard Ke Phool Bhi Khilte Hain Bikhar Jaate Hain.. By: Jagjit Singh
Dard Ke Phool Bhi Khilte Hain Bikhar Jaate Hain
ZaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate hain
Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
Us dariche mein bhi ab koi nahin aur ham bhi
sar jhukaaye huey chupchaap guzar jaate hain
Raastaa roke khaDi hai yahi uljhan kabse
Koi poochhe to kahen kyaa ki kidhar jaate hain

Naram aavaaz, bhali baaten muhazzab lahje
Pahli baarish mein hi ye rang utar jaate hain

Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain..
Song By: Jagjit Singh
Right Click on Following Link and Click on "Save Target As....""

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment