O Meri Jaan | Tum Mile Movie Audio Mp3 Songs | Kailash Kher Audio Mp3 Songs



(Hairaan hai hum huye kyun tum gairon se Kaisa hai ghum bolo na tum honto se) - (2) Na tum ho bewafa, na main bhi hoon Phir bhi hai hum juda main kya kahu Na jaane waqt ki marji hai kya, kyun hai mili yeh duriyaan O meri jaan, o meri jaan, o meri jaan, o meri jaan ha.... Tere bin jo din aaya kaante na woh kat paaya Kamin teri khal si jaati hai Tere bin ji shaam aayi badi dil ki tanhaayi Meri aankhein bhar si jaati hai Kuchh tum mujhase khafa, kuchh main bhi hoon Hai kya isaki wajah main kya kahoon Na jaane waqt ki marji hai kya, kyun hai mili yeh duriyaan O meri jaan, o meri jaan, o meri jaan, o meri jaan ha.... Tujhe dil se tha chaaha tu hi toh na mil paaya Khushi mujhako chhal si jaati hai Mera tu tha sarmaaya tujhe paake na paaya Yahin baatein chubh si jaati hai Tanaha teri tarah haan main bhi hoon Dono hai ghumjaga main kya kahon Na jaane waqt ki marji hai kya, kyun hai mili yeh duriyaan O meri jaan, o meri jaan, o meri jaan, o meri jaan ha....

Download

0 comments: