Tu Hi Haqeeqat Khaab Tu | Tum Mile Movie Audio Mp3 songs | Javaed Ali Audio Mp3 Songs



Tu hi haqeeqat khaab tu, dariya tu hi pyaas tu Tu hi dil ki bekaraari tu sukun tu sukun Jaau main abb jab jis jagah paau main tujhako uss jagah Saath hoke na ho tu hai rubaru rubau Tu hamsafar tum hamkadam tu hamnawa mera - (2) Aa tujhe inn baahon mein bhar ke aur bhi kar loon main kareeb Tu juda ho toh age hain aata jaata har pal ajij Iss jahaan mein hai aur na hoga mujhasa koi khushnaseeb Tune mujhako dil diya hai main hoon tere sabase kareeb Main hi toh tee dil mein hoon, main hi saanson mein basu Tere dil ki dhadkano mein main hi hoon, main hi hoon Tu hamsafar tum hamkadam tu hamnawa mera - (2) Kab bhala abb yeh waqt gujare kuchh pata chalata hi nahi Jabase mujhako tu mila hai hosh kuchh bhi apana nahi Uff yeh teri palakein ghani si, chhanv inaki hai dilnashi Abb kise darr dhup ka hai kyun ki hai yeh mujhape bichhi Tere bina na saans loon tere bina na main jiu Tere bina na ek pal bhi reh saku, reh saku Tu hi haqeeqat khaab tu, dariya tu hi pyaas tu Tu hi dil ki bekaraari tu sukun tu sukun Tu hamsafar tum hamkadam tu hamnawa mera - (4)

Download

0 comments: